About us

Hello friends,

Welcome to Student Educareer


Student Educareer ek educational website hai jaha par logo ko unke career se judi private or govt. dono hi sectors mai counselling free mai di jati hai.

Iske alawa govt.jobs aspirants jo ssc, dsssb,railways,upsc,hssc ki taiyari kar rahe hai unko is website par hindi language mai geography, science, polity, history, english,current affairs ki sufficient information v notes free or cost di jate hai sath hi sath yha various recommendation bhi di jati h ki unko kis trah exams ki preparation karni chahiye is website par latest govt jobs ke liye alert post bhi dali jati h taki aspirants govt.vacancies ke bare mai informed rahe yeh blog in logo ke liye kafi acha or fayede mand hai isse unko achi guidance, information milegi jisse unko apne goals achieve karne mai asani hogi.

Founder & Author

Hello dosto mera naam Ajay sehrawat hai or mai delhi mai rahta hu maine recently hi apni bachelor degree complete ki hai meri age 21 saal hai.maine blogging ki shuruwat 2018 mai ki or mere blogging shuru karne ke piche reason ye raha h ki mujhe logo ko educational information dena acha lgta hai.maine aksar logo ko unke career ko laker kafi confused dekha hai jiske karan vo jyada sochne lgte hai or sahi rasta v salah na milne ke karan v dukhi ho jate hai or sath hi sath govt.job aspirants bhi exam ki preparation ko lakar kafi dukhi hote h is wajah se maine ye blog shuru kiya taki unki problems ko solve kr saku.

Our mission

Student Educareer ka mission logo ko achi si achi v sufficient educational information hindi v english language mai internet ke jariye free of cost provide karna taki vah bina time waste kiye  apna career bana sake or knowledgeable ban sake.

Agar ap hamari website ke bare mai kisi bhi tarah ke question ka answer chahate hai to aap mujhe niche comment box mai message kar sakte hai ya fir mujhe mere social media par follow bhi kar sakte hai.

Follow on social media

E-mail-studenteducareer3@gmail.com

Facebook page click here

Instagram click here

Twitter click here